SUNIL KA JEEVAN
Mere bhaiyo Or behno aaj m aapko thoda middle class family 👪 k baare me btane jaa rha hu jha ek peeta h jo roz subah jaldi uthta h nhata h kaam pr jaata h ek maa h jo subah jldi uthti h apne bacho ko school me tyaar kr k bhjti h............ Ek bacha h....... Chlo inko naam dete h.......... Peeta ka naam sunil h mata ka naam bache ka naam sahil h....... Ye khani h sahil aarti Or sunil ki.......... Sunil k jeevan abhi suru he hua h jisme bahut sangharsh h...... Mushkilen h............. Sunil ka jo peeta h uski smaaj me bilkul bhi izzat nhi h..... Koi dukaan se usko saamaan tk nhi deta........... Sunil hmesha bahut tnsn me rhta h.......... Tabhi Sunil Or aarti k ek pyaara sa bacha hota h jiska naam sahil rkha gya........... Sahil k hote he Sunil ki muskile Or bd gyi......... Ab haalat ye thi ki ghr me bache k powder k bhi paise nhi the............ Aarti k khne pr Sunil ne ek choti c dukkaan kholi...... Jisme vo saaman bachta tha........................... Usne uss dukkan...